Sunday, March 21, 2010

Chahai kitne bhi viprit paristhitiya kyu na aajaye lakin apne man ko udvighna n honedo samay bit jayega paristhitiya badal jayangi tab japdhayan karunga yah sochkar apna sadhan-bhajan n chodo viprit paristhiya ane par yadi sadhan-bhajan mai dhil di to paristhitiya aap par havi ho jayegi lakin yadi aap majbut rahai sadhna-bhajan par atal rahai to paristhitiyo ki sir par pair rakhkar aage badhnai ka samirthiya aajayega….

No comments:

Post a Comment