Sunday, March 21, 2010

Sahara

paya hai es duniya me voh sab to ek din chutega , jiwan bhar sath nibhane ko ek tera sahara kafi hai , kyo diyaye ab kisi aur ko ham Guruvar ki kripa se mitete gam , Guruvar ki kripa se mitete gam , Guruvar ki prshanta pane ko bas bhav hamara kafi hai , juthe jag ke juthe nate , hai kam kisi ke nahi aate , hai kam kisi ke nahi aate , muje nashavar in rishto se kya bas sath tumhara kafi hai , bas sath tumhara kafi hai , nazro ko dokha dete hai yah juthe nazare duniya ke , yah juthe nazare duniya ke , meri pyasi nazaro ke liye bapu ka ishara kafi hai , bapu ka ishara kafi hai , ma bache ko pyar karti hai isliye ki apne garbh se use janam diya hai Par Guruvar shishay ko pyar isllye kare te hai ki use garbhvas se mukat karana hai , ban ban ke sahare tutate hai yah rasm purani hai jag ki , ttite ma kabhii chute na kabhi bas tera sahara kafi hai , Gurudev ka sahara hi shashavaat sahara hai baki sahara to chut jayenge , tut jayenge baki sab to nazaro ka dokha hai yahi ek nazro ka amrit hai jo har pal dhanya kar raha hai hamare jiwan ko

No comments:

Post a Comment